Pages

Sunday, 17 November 2013

DYSMENORRHEA AND LEUCORRHEA (BACK PAIN) URDU TREATMENT

DYSMENORRHEA AND LEUCORRHEA (BACK PAIN) URDU TREATMENT


First apko darney kee koi zarorat nahee ha, bohat sari females ko menses mai pain hota ha ye normal baat ha... jub apko menses atey hain tou app aisa keya karian

1) Apney pait key neechley hisey ke garam kaprey sey takkor keya karain

2) Garam cheezain peya karain like tea, coffee, soup wagaira

3) Painkiller koi khaa leya karain din mai 1-2 times..kuch nai hota..

Apnii khoraak pey tawajuh dain... meat khaya karain aam routine mai egg bhee n aily 1 glass milk....

Fruit k juices and water 8glases takk min..okey

Vagina sy jo panii ata ha agar wo transparent haii n koi smell nai usmey tou ye normal ha... agr apko kharish etc bhee nai hotii

Aur sex related material na parhain na daikahain..

Menses mai safaii ka khayal rakain... good quality k sanitary things use karain...

Pelvic Pain before Menses:

Unmarried girls mein ye Lower Abdominal pain zaroor hoota hein.
prior to menses.. It is Normal. Aur agar pain zaada hojaye tooh unsaye kahye ke wo fomentation karlaye aur nahaan le garam pani se, roozana aur aam sa khanaa kha le, aur motapa ke khaaana se Avoid karein. Ye cheez shaadi ke baad nahin hoongi, ye shaadi ke baad khatam hojaye ga.

No comments:

Post a Comment