MUBASHRAT INTERCOURSE FOR WOMEN
Shaadi ki bunyad mubashrat hai magar humarey haan aksar log iss ki alif bay sey bhi waqif nahin yaqeen karein kuch logon ko to yeh bhi ma'aloom nahin kay mubashrat kahan hoti hai woh exact jagah konsi hai? Iss silsilay mein humari khawateen ki ma'aloomaat to na honey kay baraber hain jis ki wajah sey woh azdwajii zindagi sey bharpoor andaaz sey lutf andooz nahin hotiin bul kay aksar to shadeed jhunjhalahat (frustration) ka shikar hoti rehti hain. Humarey haan amooman mubashrat ko achi cheez nahin samjha jata jis...