Pages

INFOTAINMENT

Information + Entertainment and many more Brought to you by Ahmed Raza

Advertisement

Tuesday, 7 August 2012

Female Sexual Problems - Larkiyon Kay Masail Aur Hal

Female Sexual Problems Larkiyon Kay Masail Aur Hal:   Mard aur aurat kay genitals mein bohut farq hai. Iss farq ki wajah sey dono ek doosrey sey alag alag hain. Aurat kay genitals ko 2 parts mein divide kya ja sakta hai.  Woh organs jinko hum bahir sey dekh saktey hain. Woh organs jo jism kay ander hotey hain aur jinko hum dekh nahi saktey hain.     Aurat kay baerooni aaza (external genitals) ko Vulva kaha jata hai. Jis hissey per baal hotey hain inko Labia majora kaha jata hai. Inn lips...

Namardi - Male Impotence And Treatment

Namardi - Male Impotence Kuch din pehley ek khatoon nai mujhey phone karkay bataya kay iss ki shadi ko 8 years ho chukey hain magar abhi tak mubashrat (Intercourse) nahi hui. Husband koshish kay bawajood mubashrat (Intercourse) mein nakam raha. Ab inhonein qabool kar liya kay woh iss qabil hi nahi. Wife ney husband ko elaj kay liye hamarey pass bhijwaya. 5 sessions ka baad unhoney kamyab mubashrat (Intercourse) kar liya. Har insan ko zindagi mein kabhi na kabhi yeh masla ho jata hai. Iss mein insan ko ya to tanau (erection) nahi hota ya phir...

Different Size Of Testicles - Khusyon Ka Size

Different Size Of Testicles - Khusyon Ka Size Baaz naujawan apney Khusyon ki jisamat kay hawaley sey fikar mand hotey hain. Aam tor per tasawwur kiya jata hai ka chotey size kay Khusyon wala insan jinsi tor per kamzor hota hai. Essi tarhan scrotum agar tani honay ka bajai dheli dhali aur latki hui ho ya bhi jinsi kamzori ki alamat samjhi jati hai. Jabka haqeeqat yeh hai ka testicles ka size yeh theli ki jild ki lachak ka jinsi quwwat kay sath koi ta'alluq nahi. Khusyon (Testicles) Ki Golion Ka Ooper Neechey Hona:  Kuch naujawan isliye...

Infotainment

Feedback

Ye Post Ap Kay Liye Helpfull Rahi?

Blogger news