Pages

INFOTAINMENT

Information + Entertainment and many more Brought to you by Ahmed Raza

Advertisement

Friday, 24 August 2012

INFERTILITY (BAANJHPAN)

BAANJHPAN (INFERTILITY)  American research kay mutabiq wahan 12% log aulad paeda karney kay qabil nahi. Ek research sey maloom hua kay infertility waley afraad mein sey 33% mardon mein naqs hai aur 33% aurton mein aur baqi donon mein. Ek doosri research kay mutabiq 40% mard infertility ka shikar hain. Aaj kal banjhpan ka masla kafi aam hai. 5 couples mein sey 1 couple iss ka shikar hai (Rashid Latif) iss mein kabhi mard mein problem hota...

GHUSL-E-JANABAT KA TARIKA

Ghusl e Janabat Ka Tariqa Hazrat Ayesha riwayat farmati hain kay jab Hazrat Muhammad (P.B.U.H) ghusl e janabat ka irada farmatey to (Iss tarhan) shuru kartey kay (Pehley) donon hathon (Pohncho tak) dhotey, phir wuzu kartey jis tarhan namaz kay liye wuzu kartey. Phir apni ungliyan pani mein (Tar karney kay liye) dakhil kar kay nikaltey aur inn sey apney balon ki jaron ko khalal kartey. Phir apney donon hathon kay sath 3 chullu pani apney sar per daltey iss kay baad apney tamam badan per pani bahatey. (Muslim, Bukhari) Umm ul momineen Hazrat...

ORAL SEX

Oral Sex Sexual Satisfaction Alternatives Maghrib mein aaj kal oral sex ki waba aam hai. Wahan taqreeban 90% mard aur khawateen iss mein mulawwis hain. Oral sex mein husband wife ek doosrey kay sex organs ko mouth kay zariye stimulate (Choomna, Chatna, Choosna etc) kar kay orgasm hasil kartey hain. Hamarey yahan bhi kuch log jinsi lutf kay liye yeh tareeqa use kartey hain. Isey 69 game bhi kaha jata hai. (Hyde) Oral sex kay 2 aspects hain. Ek sehat ka aur doosra mazhab ka. Sehat kay lehaz sey iss ka sab sey big nuqsan yeh hai kay iss kay...

LEUCORRHEA - WOMEN'S DISEASE

Leucorrhea  Mardon mein jiryan ki tarhan khawateen mein leucorrhea ki khud sakhta beemari bhi aam hai. Iss mein vagina sey white pani ka discharge hota hai. Agar thora bohut white pani kharij ho to iss kay barey mein fikar mand honay ki zaroorat nahi kyun kay yeh ek bilkul normal aur aam discharge hai jisey Bartholian glands kharij kartey hain. Yeh discharge kisi soorat mein bhi nuqsan deh nahi aur waqt kay sath sath khud hi khatam hojata...

Infotainment

Feedback

Ye Post Ap Kay Liye Helpfull Rahi?

Blogger news