Pages

INFOTAINMENT

Information + Entertainment and many more Brought to you by Ahmed Raza

Advertisement

Monday, 24 September 2012

PREGNANCY (HAMAL OR MUBASHRAT)

PREGNANCY (HAMAL OR MUBASHRAT) Hamal ka arsa 9 month per muheet hota hai. Itnaa arsa amooman kisi bhi mard kay liye jinsi amal sey perhaez karna bohut mushkil hai. Khawateen mein bhi jinsi khwahish mand nahi parti. Bul kay 90% khawateen ki jinsi khwahish mein hamal ki doosri seh mahi (4 – 6 month) mein izafa ho jata hai. Agarcha last 3 month mein aksar khawateen ki jinsi khwahish aur dilchaspi kam ho jati hai. Master And Johnson ki research...

BETA HONA 100% (Have a son) URDU

BETA HONAY KI KHUWAHISH MICOSORT: Aaj kal insan na sirf ulaad chahta hai. bal"k chahta hai k un han beta ho. Jis ki waja se modren science ne ye mumkin kar diya hai. Iss waqt jo tariqa sab sey kamiyab hai woh "Micro Sort" kehlata hai. Iss mein betey waley sperm alaehda kar kay inn ko ovum kay sath mila diya jata hai iss soorat mein nateeja 100% hota hai. Yeh ek expensive tariqa hai. Pakistani Rs mein iss ki qeemat taqreeban 30 lakh banti...

PREGNANCY (HAMAL) Kiasay? precautions

PREGNANCY (HAMAL) Taqreeban har insan chahta hai k us k han ulaad-e-narina ho. Shadi k baad bunyadi khuwahish b yehi hoti hai k un k han ulaad ho. Husool e aulad kay liye mian biwi ka normal hona zaroori hai kisi ek mein kharabi hogi to aulad naa hogi. Biwi kay pregnant honay kay liye zaroori hai kay mani (semen) iss ki faraj mein dakhil ho aur mani (semen) mein kam az kam 2 crore sehat mand nutfey (sperms) mojood hun. Faraj ka mahol aisa ho ka sperm wahan zinda reh sakein. Agar aurat ki faraj mein tezabiyat zyada hogi to sperm mar jaeyn gey...

Infotainment

Feedback

Ye Post Ap Kay Liye Helpfull Rahi?

Blogger news